Powered by Blogger.
RSS
Showing posts with label Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Lyrics. Show all posts

ZARA SA WITH LYRICS (HQ) - JANNAT




Click Here To Download


MOVIE - JANNAT
SONG - ZARA SA

(LYRICS)

Yehhhh

Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah

Wooooo hhhhooo ooohhhh hooo 

Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah

Wooooo hhhhooo ooohhhh hooo 

Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa

Mein tere mein tere
Kadmoon mein rakh du yeh jahan
Mera ishq deewangi 

Ohhhhoo..

Hai nahi hai nahi
Aashiq koi mujhsa tera
Tu mere liye bandagi

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah

Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa

Keh bhi de keh bhi de
Dil mein tere jo hai chupa
Kwahish jo hai teri

Rakh nahi rakh nahi
Parda koi mujhse aye jaan
Kar le tu mera yakeen

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah

wooow O oo O O

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Main Agar Kahoon | Om Shanti Om[2008]





Vocals: Sonu Nigam | Shreya Goshal
Music: Vishal & Shekhar
Lyrics: Javed Akhtar


Tumko paaya hai to jaise khoya hun
Kehna chaahu bhi to tumse kya kahun
Tumko paaya hai to jaise khoya hun 
Kehna chaahu bhi to tumse kya kahun
Kisi zabaa mein bhi 
Woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe bata sakoon

Main agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Shokion mein doobi yeh aadayein
Chehre se zalki hui hai
Zulf ki ghani ghani ghataein
Shaan se dhalki hui hain
Lehrata aanchal hai jaise baadal
Baahon mein bhari hai jaise chandini
Roop ki chandini

Main agar kahoon yeh dil kashi
Hai nahin kahin
Na hogi kahin
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Tum huwe meharbaan
Toh hai yeh daastan
O tum huwe meharbaan
Toh hai yeh daastan
Ab tumhara mera ek hai kaarwa
Tum jahan main wahan

Mein agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Taarif yeh bhi to
Sach hai kuch bhi nahin


Click Here To Download

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Kyon Ki Itna Pyar (Female) [Full Song] (HQ) With Lyrics - Kyon Ki






Click Here To Download


Singer: Alka Yagnik
Music: Himesh Reshammiya
Movie: Kyon Ki (2005)
Starring: Salman Khan, Kareena Kapoor, Jackie Shroff, Rimi Sen
________________________
LYRICS
________________________
La La La... La La La..
La La La La... La La La La La

Ho Ho Ho...ho Ho Ho
Kyon Ki Itna Pyar Tumko, Karte Hain Hum
Kyon Ki Itna Pyar Tumko, Karte Hain Hum
Kiya Jaanloge Hamare Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko, Karte Hain Hum
Kyon Ki Itna Pyar Tumko, Karte Hain Hum
Kiya Jaanloge Hamare Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko, Karte Hain Hum

Hamare Dil Ki Tum Thodi Si Kadar Karlo
Hum Tum Pe Marte Hain Thodi Si Fikar Karlo
Fikar Karlo...
Kyon Ki Itna Pyar Tumko, Karte Hain Hum

Fire

Tune Oh Jana Deewana Kiya Hai, Deewana Kiya Is Kadar
Deewana Kiya Is Kadar...
Chahaat Mein Teri Bhulaya Jahaan Ko Na Dil Ko Kisi Ki Khabar
Na Dil Ko Kisi Ki Khabar...
Rago Mein Mohabbat Ka Ehsaas Zara Bharlo
Hum Tum Pe Marte Hain Thodi Si Fikar Karlo
Fikar Karlo...
Kyon Ki Itna Pyar Tumko, Karte Hain Hum

Fire

Tumse Hain Saanse Tumhi Se Hai Dhadkan Tumhi Se Hai Deewangi
Tumhi Se Hai Deewangi...
Rab Ne Hume Di Hai Jaane Tamanna Tumhare Liye Zindagi
Tumhare Liye Zindagi...
Vaada Sang Jine Ka Tum Jaane Jigar Karlo
Hum Tum Pe Marte Hain Thodi Si Fikar Karlo
Fikar Karlo...

Kyon Ki Itna Pyar Tumko, Karte Hain Hum
Kiya Jaanoge, Kiya Jaanoge, Kiya Jaanoge..hamare Sanam

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Jiya Jale - Dil Se [HD]






Click Here To Download


Movie: Dil Se
Music: A R Rehman
Lyrics: Gulzar
Director: Mani Ratnam

jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
raat bhar dhuaan chale
jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re
jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
jiya jale jaan jale
dekhte hain tan mera mann mein chubhti hai nazar
dekhte hain tan mera mann mein chubhti hai nazar
honth sil jaate unke naram honthon se magar
ginti rehti hoon main apni karvaton ke silsile
kya karoon kaise kahoon raat kab kaise dhale
jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
raat bhar dhuaan chale
jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re
jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
jiya jale jaan jale
ang ang mein jalti hai dard ki chingaariyaan
masle phoolon ki mehek mein titliyon ki kyaariyaan
raat bhar bechaari mehndi pisti hai peiron taley
jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
raat bhar dhuaan chale
jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re
jiya jale jaan jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
jiya jale jaan jale
jiya jale
jiya jale..

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Yaro Sab dua Karo











Its a heart touching song.... "Yaro main to yahi dua karta hun, aisa kisi k bhi saath na ho" :-(
Luv da lyrics, luv the video n feel in the songs...

Lyrics : 
---------
Yaaron sab dua karo,
Yaaron sab dua karo
Milkay faryaad karo..
Dil jo chala gaya hai...
Usay abaad karo..
Yaaron tum mera saath do zara
Tujhay dekha sansain mujhe aati ab kam
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum...
Khuda sohnray mukhray banata hai ji kam..
Mar mitain tujh per bhool jayen ghum..
Dil gaya, Dil gaya, Lay gaya Sanam...

(usay dekha sansain tujhay aati ab kam
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum
Dil gaya, dil gaya, le gaya sanam) X2

Tujhay dekha sansain mujhe aati ab kam
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum
Dard-e-judai meray, haye!
Dard-e-judai meray dil wich bhar diya
Teekhi teekhi nazron nay jadu kesa kerdiya
Thora thora has kay qeher kesa dhaadiya
Us ki adaon nay deewana mujhe kerdiya!
Dil gaya, dil gaya, le gaya sanam!

(usay dekha sansain tujhay aati ab kam
Dharkanain tuk gayeen niklay na dum)

Kesay samjhaoon is nadaan dil ko?
Kaunse bahanay se bulaoon us ko
(dil gaya, dil gaya, dil gaya... )
Aaa!! Kesay samjhaoon is nadaan dil ko?
Kaunse bahanay se bulaoon us ko
(Dil gaya, dil gaya, dil gaya.. )
Her ek lamha khayal us kaa,
Dil nay uthaya hai sawal us ka...

((her ek lamha khayal us ka,
Dil nay uthaya hai sawal us ka,
Dil gaya, dil gaya, legaya sanam)
Her ek lamha khayal us kaa,
Dil nay uthaya hai sawal us ka..) X2

Tujhay dekha sansain mujhe aati ab kam
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum
Ghut ghut jeenay se to marna bhalaa
Acha yaaron alwida, main to chala!!
(dil gaya, main bhi gaya, dil gaya, main bhi gaya)
Aaa! Ghut ghut jeenay se to marna bhala,
Acha yaaron! Alwida main to chala!
(dil gaya, main bhi gaya, dil gaya, main bhi gaya)
DIL GAYA MAIN BHI GAYA, LE GAYA SANAM!!!

(usay dekha sansain tujhay aati ab kam,
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum
Dil tera khoya hai to dhoond layenge
Dil tera khoya hai to dhoond layenge
Pyar se hi us ko mana kay layenge)

Dil gaya main bhi gaya, dil gaya main bhi gaya!!

(Pyar kiya hai ji koi chori nahi ki
Pyar kiya hai ji koi chori nahi ki,
Teri mehbooba ko saja kay layenge)

Dil gaya main bhi gaya, dil gaya main bhi gaya!!
DIL GAYA MAIN BHI GAYA, LE GAYA SANAM!!

(Dil tera khoya hai to dhoond layenge
Teri mehbooba ko saja kay layenge) X2

DIL MERA KHOGAYA HAI DHOOND LAO JIII!!

(Dil tera khoya hai to dhoond layenge
Teri mhebooba ko saja kay layenge...... )

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS